woh bakhshata hai gunaah azeem bhi lekin hamari chhoti si neki bhi sambhaal rakhta hai hum use bhool jaate hain roshni mein woh taariki mein bhi khayal rakhta hai jo kabhi der se lootun to meri maa ki tarah woh mera rizq ka hissa nikal rakhta hai gharoon mein jin ke diya bhi nahi hai un ke liye fiza mein chand sitare uchhaal rakhta hai mohabbat apne bandon se kamaal rakhta hai woh ek Allah hi hai tera aur mera khayal laazawal rakhta hai