Ae kaash naseebon mein nikhaar aa jaaye Mujh se kambakht ko taiba se pukaar aa jaaye Mere honton pe mehakte rahein gulhaaye darood Mere husn mein hamesha ki bahaar aa jaaye Mujh ko ho jaaye ata mere pehmbir ka tareeq Dil ko sunat se lagaao ka khumaar aa jaaye Mujh ko husan ke pehlu mein jagah di jaaye Mujh mein aqa se mohabbat ka maayar aa jaaye Naat kehta rahoon tansheem mein ta waqt-e-hayaat Mujh se milne ko farishton ki qataar aa jaaye